Ayatul kursi PDF free download
Ayatul kursi allah ta'ala ka 1 nayab tohfa hai, quran shareef ki aayaton me se sabse besh qimat aayat me se 1 hai. ye aayat har musalman ke pass hona zaruri hai, sath hi us language me hona zaruri hai , jis language ko wo janta hai.
Isi garz se aaj ham is article ke zariye tamam hi logon tak aayatul kursi ko pohchana chahte hai, 4 alag alag language me PDF ki shakal me aayatul kursi ko pesh kiya ja raha hai, jis se ummat ke har fard ko usko parhne me aasani ho sake.
Ayatul kursi ke fayde
Ayatul kursi benefit bahut sare hai , ayatul kursi ke fayde itne sare hai ke , unki ginti mushkil hai . sabse bada fayda ye hai , ke jo musalman is ko har farz namaz ke baad parhne ka paband hai , us ke and jannat ke beech sirf mot hai , yani wo jaise hi wafat payega , jannat uska thikana hogi.
Raat ko sane se pehle Ayatul kursi ko parhne se badan ki hifazat hoti hai , 3 martaba ya 7 martaba parhne se badan ghar wagera har cheez ki ruhani hifazat ka allah ki taraf se bandobast kiya jata hai.
Ayatul kursi pdf download
ayatul kursi arabic pdf download DOWNLOAD
ayatul kursi in gujarati pdf download DOWNLOAD
ayatul kursi in hindi pdf download DOWNLOAD
ayatul kursi in english pdf download DOWNLOAD
0 Comments